Sun, 12/02/2007 - 12:20 — mayan
Ji han aaj dekha ek KAviyitri mahodaya ke dvara ayojit pehala kavi sammelan sath hi uska puar video bhi internet main uplabdh hai , kya kehne bahut achha laga ki internet main video aur identity ke sath aane vali bahut kam hai aur ye veerangana ji apne live video ke sath apni kavita ko aapke liye prastut kiya hai.
Bahut bahut badhai
aapki aur kavitaon ka mujhe aur jo bhi aapke kavi sammelan ko dekhenge unko nischit hi intezar ragega.
Aapka kehna hai : ये जिन्दगी एक खूबसूरत कविता है और मै इसे जी भर के जीना चाहती हूँ...
Vakei ye baat kisi tanav ke pal main mujhe kahin ka kahin pahuncha diya aur jindagi ke mayne mere samne aa gaye, ye hai ek kaviyitri ki kavita ka jadoo. Unki ek video yahan hai:-
Web Media The Revolutionary Media
Chhattisgarh News Web Media, the only Internet Video News from Chhattisgarh
छत्तीसगढ़ न्यूज़ वेब मीडिया, छत्तीसगढ़ से इकलौता इंटरनेट वीडियो न्यूज़
Chhattisgarh, Internet and World News from Chhattisgarh India (Bharat)
छत्तीसगढ़ भारत से प्रकाशित छत्तीसगढ़, इंटरनेट एवं विश्व समाचार
Comments
Aap kya Batana chahte hai spasht kare.
Aap kya Batana chahte hai spasht kare.
Post new comment